Thursday, January 27, 2011

Lyrics of Lagi tumse man ki lagan

lyrics of Man Ki Lagan
Movie : Paap
Singer(s): Rahat Fateh Ali Khan





















Lyrics :
o laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
gali gali ghume dil tujhe dhundhe
tere bin tarase nayan.....
lagan laagi tum se man ki lagan
aa ja o meri jaan, mere dil ka jahaan
maange teri khabar, dhundhe tera nishaan
laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
gali gali ghume dil tujhe dhundhe ,
tere bin tarase nayan
lagan laagi tum se man ki lagan

tera tujhako saunp de kya laagat hai mor
mera mujhamen kuchh naaheen jo hovat so tor
tere bin mera man, jaise ban me hiran
jaise pagali pawan, laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan

aa aa....
pa da sa re ga re re sa, pa da sa re ga re re sa, ma ga re
pa da sa re ga re re sa
pa da sa re ga re sa, pa ma ga re sa, pa da sa re ga re re sa
sa re ga ma, ma ga dha pa
sa ni dha ni dha pa, dha pa ma pa ma ga, dha ma re ga pa

Video :

No comments:

Post a Comment